Jab Tak Hai Jaan, also known simply as JTHJ, is a 2012 Indian Hindi-language romantic drama film directed by Yash Chopra and written and produced by his son Aditya Chopra under the Yash Raj Films banner. The film stars Shah Rukh Khan, Katrina Kaif, and Anushka Sharma. The story revolves around Samar Anand (Khan), a bomb disposal expert, whose diary gets into the hands of an intern Akira Rai (Sharma); The diary recounts his time in London as a struggling immigrant, and details his later romance with Mira Thapar (Kaif).
Jab Tak Hai Jaan Overview
Movie
Jab Tak Hai Jaan
Release date
November, 13 2012
Category
Drama • Romance
language
Hindi
Budget
50 crore
jab tak hai jaan dialogue teri aankhon ki namkeen mastiyaan
Main Har Din Maut Ko Gale Lagaonga.
Baarishon Mein Bedhadak Tere Nachne Se … Baat Baat Pe Bewajah Tere Roothne Se … Choti Choti Teri Bachkani Badmashiyon Se .… Mohabbat Karoonga Main … Jab Tak Hai Jaan, Jab Tak Hai Jaan…
Zindagi Toh Har Roz Jaan Leti Hai …. Bomb Toh Sirf Ek Baar Lega.
Tera Haath Se Haath Chodna … Tera Saayon Ka Rukh Modna … Tera Palat Ke Phir Na Dekhna … Nahin Maaf Karoonga Main …. Jab Tak Hai Jaan, Jab Tak Hai Jaan….
Yad-dhaash Bhi Kitni Ajeeb Cheez Hoti Hai … Kis Cheez Ko Poori Zindagi Bhoolne Ki Koshish Karo, Woh Bhoolti Nahi … Kabhi Ek Choti Si Cheez Yaad Karne Ki Koshish Karo, Toh Yaad Nahi Aati…
Tere Jhoothe Kasme Vaadon Se … Tere Jalte Sulagte Khwabon Se … Teri Beraham Duaon Se … Nafrat Karoonga Main … Jab Tak Hai Jaan, Jab Tak Hai Jaan…